SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिआर-ए-अग़्यार"
Nazm MATCHES FOR "शिआर-ए-अग़्यार"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
taan-e-aGyaar hai rusvaa.ii hai naadaarii hai
kyaa tire naam pe marne kaa evaz KHvaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
satiiza-kaar rahe hai.n jahaa.n bhii uljhe hai.n
shi.aar-e-raah-e-zanaa.n se musaafiro.n ke qadam
Mustafa Zaidi
Nazm
talab hai daryuza-gar
ye luqma-e-KHushk-o-halq-farsaa
kabhii to lazzat-e-shi.aar-e-kaam-o-dahan bhii hotaa
Qamar Hashmi
Nazm
mah-o-sal
niyaaz-e-KHvaajgii o shaan-e-sarvarii kyaa hai
shi.aar-e-mushfiqii o tarz-e-dilbarii kyaa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
shikast-o-fath
shi.aar-e-diida-varii se gulo.n ke shaad nahii.n
chaman ke phuul chaman hai.n ye un ko yaad nahii.n
Muslim Shameem
Nazm
korana angrez-parasti
vo apne zo.am me.n liberal hai.n yaa radical hai.n
magar hai.n qaum ke haq me.n ba-suurat-e-aGyaar
Ismail Merathi
Nazm
ye hamara ghar hai
faraar ho kar dayaar-e-aGyaar me.n base.n
ham se ye na hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
mere mahbuub vatan tere muqaddar ke KHudaa
dast-e-aaGyaar me.n qismat kii inaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
barhaman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
zaifa
KHidmat-e-aGyaar se fursat ko.ii paataa nahii.n
sach hai apno.n par Gulaamo.n ko taras aataa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
madh
vaa.n siina-e-aGyaar me.n paivast hu.e tiir
garmii bhii hai ThanDak bhii ravaanii bhii sakuu.n bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taghaful
dast-e-aaGyaar me.n har jurm kamaa.n ho jaa.e
tiir-e-dushnaam mirii samt ravaa.n ho jaa.e
Talat Farooq
Nazm
shair
phuul barsaataa hai apne dosto.n kii bazm me.n
aur giraataa hai saf-e-aGyaar par ye bijliyaa.n