SEARCH RESULTS
Showing search results for "aivaan-e-be-dar"
Nazm MATCHES FOR "aivaan-e-be-dar"
Nazm
talash
hai.n isii aivaan-e-be-dar me.n yaqiinan rahnumaa
aa ke kyuu.n diivaar tak naqsh-e-qadam gum ho ga.e
Kaifi Azmi
Nazm
haal-o-maqam
dil zinda-o-be-daar agar ho to ba-tadriij
bande ko 'ataa karte hai.n chashm-e-nigaraa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
tum aasman ki taraf na dekho
ye baKHt-e-be-daar so na jaa.e
tum aasmaa.n kii taraf na dekho
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
aashob-e-agahi
jaagte KHvaab kii ta.abiir muqaddar Thahrii
zindagii mere liye gumbad-e-be-dar Thahrii
Amjad Islam Amjad
Nazm
chashm-e-be-KHwab ko saman bahut
nutq-e-KHaamosh ko lafz
KHvaab-e-be-dar ko makaa.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
dua
chain kii nii.nd na aaraam kaa pahluu maa.ngaa
baKHt-e-be-daar na taqdiir-e-rasaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
jawanon se KHitab
KHabar-daar ai be-KHabar naa-KHudaa.o
balaa kaa bha.nvar hai Gazab kaa bahaa.o
Faiz Ludhianvi
Nazm
ilm ki zarurat
vatan vaalo bahut Gaafil rahe ab hosh me.n aa.o
uTho be-daar ho aql-o-KHirad ko kaam me.n laa.o
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
apne shahr ke liye dua
ai shahr-e-be-misaal tire baam-o-dar kii KHair
ai husn-e-laa-zavaal tire baam-o-dar kii KHair
Muneer Niyazi
Nazm
ek shauhar ka taaruf
vo sitam-iijaad hai vo baanii-e-be-daad hai
hasrato.n kaa KHuun kartaa hai ba.Daa jallaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
meri patthar aankhen
aur mire shahr-e-tilismaat kii be-dar aa.nkhe.n
mirii be-dar mirii banjar mirii patthar aa.nkhe.n
Mustafa Zaidi
Nazm
intizar
be-dar-o-diivaar rauzan aur benaam-o-nishaa.n
shakl aur shiishe kii aaraa.ish kaa manzar bhii nahii.n
Ghalib Ahmad
Nazm
yani la-yani
karaarii haDDiyaa.n melaa masaale-daar
paktii khicha.Diyaa.n aivaan-e-baalaa me.n