SEARCH RESULTS
Showing search results for "barsaanaa-o-nand-gaa.nv"
Nazm MATCHES FOR "barsaanaa-o-nand-gaa.nv"
Nazm
do-aba bast jalandhar
ai vatan ai lahlahaatii kheto.n kii sar-e-zamii.n
ai nagiin-e-KHaatim-e-punjab ai arz-e-hasii.n
Arsh Malsiyani
Nazm
bojh-e-badan
badan masruufiyat se thak gayaa hai
nazar bhii ab bahut dhu.ndlaa ga.ii hai
Hafeez Aatish
Nazm
ganw ki saDak
ye des muflis-o-naadaar kaj-kulaaho.n kaa
ye des be-zar-o-diinaar baadshaaho.n kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
alf-e-laila ki aaKHiri subh
fasaana kaise ba.Dhe
na ko.ii saahir-e-pazhmurda sin na saudaagar
Aziz Qaisi
Nazm
aaKHiri qafila
na jaane
sargoshiyo.n me.n kitnii kahaaniyaa.n an-kahii hai.n ab tak
Wali Alam Shaheen
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
ki jaise jins-e-dil-o-jaa.n ga.nvaa ke aa.e hai.n
tamaam naqd-e-siyaadat luTaa ke aa.e hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
aasman ki sair
pariyo.n kaa ko.ii qissa aa.o tumhe.n sunaa.uu.n
kuchh sair aasmaa.n kii aa.o tumhe.n karaa.uu.n
Amanul Haque Balapuri
Nazm
mutraba
naGma-e-pur-kaif lab par dast-e-naazuk saaz par
mutriba qurbaan ho jaa.uu.n mai.n is andaaz par
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aa gai sawan ki rut
aa ga.ii saavan kii rut kaalii ghaTaa chhaane lagii
phir kisii kii yaad mere dil ko ta.Dpaane lagii
Jafar Malihabadi
Nazm
farar
barf kii chaadare.n jis tarah bichhii ho.n har-suu
munjamid ho ga.ii saarii duniyaa
Shams Faridee
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Nazm
ek nazm
havaa chalii havaa chalii
ghane taviil ja.ngalo.n ko nii.nd se jagaa chalii