SEARCH RESULTS
Showing search results for "daavar-e-daadaar"
Nazm MATCHES FOR "daavar-e-daadaar"
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
dehli wa lucknow
ho ga.e viiraan dehlii-o-dayaar-e-lakhna.uu
ab kahaa.n vo lutf-e-dehlii-e-bahaar-o-lakhna.uu
Hakeem Aagha Jan Aish
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ittifaq
dayaar-e-Gair me.n ko.ii jahaa.n na apnaa ho
shadiid karb kii gha.Diyaa.n guzaar chukne par
Akhtarul Iman
Nazm
raat
dayaar-e-shab hai ki ik pe.D kaale patto.n kaa
ki jis ke saa.e tale sub.h se bhaTakte badan
Sohan Rahi
Nazm
yaad
dayaar-e-Gair me.n sub.h-e-vatan kii yaad aa.ii
nasiim-e-aabla-paa ko chaman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
dayar-e-watan
ye hai meraa vatan tumhaaraa vatan
jaan-o-dil se hame.n hai pyaaraa vatan
Begum Sultana Zakir Ada
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
dayaar-e-yaar tirii joshish-e-junuu.n pe salaam
mire vatan tire daamaan-e-taar-taar kii KHair
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ahd-e-tifli
the dayaar-e-nau zamiin-o-aasmaa.n mere liye
vus.at-e-aaGosh maadar ik jahaa.n mere liye
Allama Iqbal
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan ye dayaar-e-ahl-e-nazar
jabii.n pe jis kii rivaayaat kii hai taabaanii