SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-ehtiyaaj"
Nazm MATCHES FOR "daur-e-ehtiyaaj"
Nazm
muflis
nafas me.n sheraana tevar aarzuu ruuba-mizaaj
ehtiyaaj o ehtiyaaj o ehtiyaaj o ehtiyaaj!
Josh Malihabadi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
KHvaab-o-KHayaal hai ik ab daur-e-shaad-kaamii
barbaadiyo.n kaa baa.is takraar hai maqaamii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ek raqqasa ko dekh kar
is daur-e-mai-kashii me.n kise hosh thaa 'habiib'
kab aa.ii aur kab vo pilaatii chalii ga.ii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
KHak-e-gulshan
yahii paiGaam hai 'hilaal' apnaa
daur-e-jamhuur jaavedaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
samraj ki shikast
lahre.n uTh uTh ke salaamii de.ngii
gungunaa.e.ngii havaa.e.n ki gayaa daur-e-KHizaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
mufahamat
jihaad KHatm hu.aa daur-e-aashtii aayaa
sambhal ke baiTh ga.e mahmalo.n me.n diivaane
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazr-e-collage
daur-e-KHizaa.n me.n bhii tirii kaliyaa.n khilii rahe.n
taa-hashr ye hasiin fazaa.e.n basii rahe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
suqraat ki biwi
aise me.n kahaa.n falsafa suujhe hai kisii ko
chaltaa rahe har vaqt jahaa.n daur-e-KHuraafaat