SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaa-e-kam-nigahii"
Nazm MATCHES FOR "havaa-e-kam-nigahii"
Nazm
qissa-e-chahaar-KHwab
la.D rahe hai.n apnii apnii kaj-kulaahii ke liye
kaun daaruu ban ke aa.e kam-nigaahii ke liye
Qamar Jameel
Nazm
na-shanas
kam-nigaahii ne basiirat pe uThaa.e neze
vahm kii nahr me.n pairaahan-e-afkaar dhulaa
Mustafa Zaidi
Nazm
imroz
gila hai kam-nigahii ko me.n kaamgaar nahii.n
hanuuz nudrat-e-kirdaar aashkaar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
tulu-e-islam
haram rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii se
javaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar nikle
Allama Iqbal
Nazm
aaram hai hamara
abhii to chaltii hai sarhad par tund-o-tez havaa
sukuu.n kaa KHvaab hai yak surKHiyaan-e-KHaam abhii
Qais Jalandhari
Nazm
rah-rau
havas-e-KHaam na saudaa-e-tamaam
yuu.nhii chaltaa hu.aa chaltaa hu.aa aa pahu.nchaa huu.n
Mohammad Deen Taseer
Nazm
KHarosh-e-KHum
zamaane kii nigah-e-kaj-nazar kii nazr hu.ii
tamaam-umr dil-e-pur-hazar kii nazr hu.ii
Abdul Aziz Khalid
Nazm
shab-baraat
aa kar kisii ke sar pe chhachhuu.ndar lagii ka.Dii
uupar se aur havaa.ii kii aa kar pa.Dii chha.Dii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tan-e-nahif se amboh-e-jabr haar gaya
suno ki hirs-o-havas qahr-o-zahr kaa relaa
Gubaar-o-KHaar o KHash-o-KHaak hii ne thaam liyaa
Zehra Nigaah
Nazm
ye Khaal-o-KHad mere apne
har ek jism miraa hai, har ek jaan mirii
ye KHaal-o-KHad mire apne, ye aan-baan mirii
Zehra Nigaah
Nazm
ye ek dohri aziyyat hai
kabhii bhii apnii kaj-fahmii pe ro jaa.e to aa jaa.e
havaa-e-shaam kii aavaaz sun paa.e to aa jaa.e
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
aur hawa chup rahi
shaaKH-e-zaituun par kam-suKHan faaKHtaa.o.n ke itne basere ujaa.De ga.e
aur havaa chup rahii
Iftikhar Arif
Nazm
sham ka pahla tara
duniyaa kii badaltii haalat thii
kuchh aab-o-havaa kaa qissa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
hamari ruh ka naghma kahan hai?
vo dard-e-aarzuu
jo larza-bar-andaam thaa pahnaa.e aalam me.n
Sajida Zaidi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
kab havaa-e-safar kaa ishaara mile!
kab khule.n saahilo.n par safiino.n ke par