SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba-e-hubb-e-vatan"
Nazm MATCHES FOR "jazba-e-hubb-e-vatan"
Nazm
baba guru-nanak dev
kyaa KHudaa kaa KHauf kaisaa jazba-e-hubb-e-vatan
barsar-e-paikaar the aapas me.n shaiKH-o-barahman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
hubb-e-watan
ai aaftaab-e-hubb-e-vatan tuu kidhar hai aaj
tuu hai kidhar ki kuchh nahii.n aataa nazar hai aaj
Mohammad Husain Azad
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan zamii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
bharte hubb-e-vatan kaa go dam hai.n
par muhibb-e-vatan bahut kam hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
jazba-e-hubb-e-vatan ho na agar dil me.n nihaa.n
aise jiine se to marne kaa KHayaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
watan-ashob
koh vahii daman vahii dasht vahii chaman vahii
phir ye 'majaaz' jazba-e-hubb-e-vatan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
mauzuu-e-suKHan hubb-e-vatan ham ne banaayaa
kuchh Gam nahii.n is jins ke kam hai.n jo KHariidaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
soz-e-dil
vo tahii-dast hai.n jo zor na zar rakhte hai.n
jazba-e-hubb-e-vatan dil me.n magar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
pandrah august
ho dard-e-dil me.n jazba-e-hubb-e-vatan fuzuu.n
'maftuu.n' qalam uThaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
hum kya mangte hain
hame.n jazba-e-hubb-e-qaumii ataa kar
yahii haq se shaam-o-sahar maa.ngte hai.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
gulha-e-aqidat
ab yahii koshish hai dil se ai mirii arz-e-vatan
terii peshaanii pe ab ko.ii shikan aane na paa.e