SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaav-kaav-e-saKHt-jaanii-haa-e-tanhaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "kaav-kaav-e-saKHt-jaanii-haa-e-tanhaa.ii"
Nazm
shanasai
merii Gam-KHvaar hu.ii jaatii hai
aa.o kirno.n ko a.ndhero.n kaa kafan pahnaa.e.n
Akhtar Payami
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
sab raat mirii sapno.n me.n guzar jaatii hai aur mai.n sotaa huu.n
phir sub.h kii devii aatii hai
Meeraji
Nazm
garmiyan aa gain
jaan kar luu kaa jho.nkaa na khaa.e ko.ii
sach ye hai jaan me.n jaan hii aa ga.ii
Jagan Nath Azad
Nazm
barsat
hai dilaatii yaad mai-noshii fazaa barsaat kii
dil ba.Dhaa jaatii hai aa aa kar ghaTaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hamdam
aur phir raat guzar jaatii hai
sub.h-e-KHurshiid kaa chhalkaa hu.aa paimaana hai
Rabia Barni
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaun sii vaadii me.n hai kaun sii manzil me.n hai
ishq-e-balaa-KHez kaa qaafla-e-saKHt-jaa.n
Allama Iqbal
Nazm
justuju
na manzil hai na ko.ii ham-safar us kaa
magar jaarii hai roz-o-shab safar us kaa
Javed Akram Farooqi
Nazm
aarzu rahiba hai
aarzuu raahiba hai be-kas-o-tanhaa-o-hazii.n
haa.n magar raahibo.n ko is kii KHabar ho kyuu.nkar
Noon Meem Rashid
Nazm
mushaera
hamaarii bazm-e-adab kaa hai jashn-e-saalaana
jalii hai sham-e-suKHan raqs me.n hai parvaana
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHatun-e-mashriq
chho.D detii takallum ko mulaa.em qiil-o-qaal
ilm kaa had se guzar jaanaa hai tauhiin-e-jamaal
Josh Malihabadi
Nazm
ishrat-e-tanhai
mai.n ki mai-KHaana-e-ulfat kaa puraanaa mai-KHvaar
mahfil-e-husn kaa ik mutrib-e-shiirii.n-guftaar