SEARCH RESULTS
Showing search results for "kattaa"
Nazm MATCHES FOR "kattaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum bilkul hum jaise nikle
priit dharm kaa naach rahaa hai
qaa.em hinduu raaj karoge
Fahmida Riaz
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pandrah august
a.ndhere haar ga.e zindaabaad hindostaan
yahii.n to ham ne kahaa thaa ye kar dikhaanaa hai
Javed Akhtar
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
tum se kaTtaa thaa ra.nj-e-tanhaa.ii
tum se paataa thaa dil shakebaa.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHud-agahi
chaaquu se ek ek rag-o-reshe ko kaaTuu.n
aur bhayaanak sachchaa.ii kaa dariyaa phuuTe
Farhat Ehsas
Nazm
visal
din is ummiid pe kaTtaa thaa ki din Dhalte hii
us ne kuchh der ko mil lene kii mohlat dii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
shisha ka aadmi
uThaa.o haath ki dast-e-du.aa buland kare.n
hamaarii umar kaa ik aur din tamaam hu.aa