SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiluu.n"
Nazm MATCHES FOR "khiluu.n"
Nazm
apahij dinon ki nadamat
mai.n khiluu.n june kii dopahar me.n
december kii shab me.n
Jawayd Anwar
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n
Ibn e Insha
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha khilaa.e hai.n ham ne aag me.n phuul
na un kii haar na.ii hai na apnii jiit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
ye lab hai.n tumhaare ki khiltaa chaman hai
bikhero jo zulfe.n to sharmaa.e baadal
Tahir Faraz
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
farar
vo ka.nval jin ko kabhii un ke liye khilnaa thaa
un kii nazro.n se bahut duur bhii khil sakte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zooming
chhoTe se ik makaan me.n kachchii zamii.n kaa sahn
kachchii zamii.n ke sahn me.n khiltaa hu.aa gulaab
Ashfaq Husain
Nazm
urdu
hai 'miir' kii azmat ki mujhe chalnaa sikhaayaa
mai.n daaG ke aa.ngan me.n khilii ban ke chamelii
Iqbal Ashhar
Nazm
chakle
ta.affun se pur niim-raushan ye galiyaa.n
ye maslii hu.ii adh khilii zard kaliyaa.n