SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushta-e-khanjar-e-adaa"
Nazm MATCHES FOR "kushta-e-khanjar-e-adaa"
Nazm
naqsh-bar-ab
dast-e-nafrat kii banaa.ii hu.ii diivaar-e-adaa
sa.ng-o-aahan kii tarah puKHta-o-pa.inda rahe
Ada Jafarey
Nazm
lao to qatl-nama mera
aaKHir ko aaj apne lahuu par hu.ii tamaam
baazii miyaan-e-qaatil-o-KHanjar lagii hu.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dad-gar
hujuum-e-dushna-o-KHanjar me.n muskuraane kii
uma.ng daa.o pe jaan-e-hazii.n lagaane kii
Aziz Qaisi
Nazm
lahu ka suragh
na surKHi-e-lab-e-KHanjar na ra.ng-e-nok-e-sinaa.n
na KHaak par ko.ii dhabbaa na baam par ko.ii daaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
idhar bhi aa
ye top ye tufa.ng ye teG o sinaan bhii dekh
o kushta-e-nigaar-e-dil-aaraa idhar bhii aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kahan jaoge
aur har kushta-e-vaamaa.ndgii-e-aaKHir-e-shab
bhuul kar saa.at-e-darmaandagii-e-aaKHir-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
tum hii nahii ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
gurez
un se milne kii tamanna dil-e-betaab na kar
ahl-e-dil kushta-e-uftaad-e-zamaana ho.n jahaa.n
Bazm Ansari
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir duhal karne lage tashhiir-e-iKHlaas-o-vafaa
kushta-e-sidq-o-safaa kaa dil jalaane ke liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
aashiq-e-naam-e-vatan kushta-e-armaan-e-vafaa
mard-e-maidaan-e-vafaa jism-e-vafaa jaan-e-vafaa