SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazduurii"
Nazm MATCHES FOR "mazduurii"
Nazm
husn aur mazduri
aasmaa.n jaan-e-tarab ko vaqf-e-ra.njuurii kare
sinf-e-naazuk bhuuk se ta.ng aa ke mazduurii kare
Josh Malihabadi
Nazm
zalzala
KHuun-e-zardaar hii mazduur kii mazduurii hai
mai.n jo KHaamosh huu.n ye baa.is-e-majbuurii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
mazdur laDki
vo ik mazduur la.Dkii hai
bahut aasaan hai mere liye us ko manaa lenaa
Salam Machhli shahri
Nazm
hum shair hote hain
to jiivan ko miizaan pe rakh kar tolaa karte hai.n
mazduurii karte hai.n
Waheed Ahmad
Nazm
ek mujassame ki ziyarat
mai.n dukh apne KHvaab kaa
tum ne jis kii mazduurii nahii.n dii
Syed Kashif Raza
Nazm
KHuda se
az-sahar taa-shaam kartaa huu.n dayaanat se
to mazduurii bhii vaajib sii mile ko.ii
Shahram Sarmadi
Nazm
mazdur ki maut
jaan-e-jamhuur us ko kahte hai.n
yaanii mazduur us ko kahte hai.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
ek paheli ek kahani
ghar me.n vo hairat aur hairaanii laayaa hai
raat kahii.n aaraam kii mazduurii kar ke
Anwar Abbas
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai