SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-maut"
Nazm MATCHES FOR "misl-e-maut"
Nazm
shor thamne ke baad
bhaarii hai misl-e-maut shahpar
hai saa.ns ko rukne kaa bahaana
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
shikwa
aag takbiir kii siino.n me.n dabii rakhte hai.n
zindagii misl-e-bilaal-e-habashii rakhte hai.n
Allama Iqbal
Nazm
surKH phande sunahri malaen
ab to pairaahan-e-himaala bhii
misl-e-daaman-numaa-e-qais hu.aa
Tanveer Monis
Nazm
b amman se KHitab
teraa har lamha munavvar har gha.Dii nayyar-ba-dosh
zindagii terii rahe misl-e-charaaG-e-zau-farosh
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
ai mere sare logo
misl-e-pairaahan-e-gul phir se badan chaak hu.e
jaise apno.n kii kamaano.n me.n ho.n aGyaar ke tiir
Ahmad Faraz
Nazm
man arafa nafsahu
mere kamre kii fazaa me.n
misl-e-aab-e-siyaah raushan hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
dementia aur jiniyati rafugar
jo mirii jiiniyaatii viraasat me.n likkhaa gayaa
misl-e-dast-e-'aduu
Abid Raza
Nazm
ehsas-e-nadamt
milaa huu.n aaj mai.n tujh se to vasvase ye tamaam
miTe KHayaal kii duniyaa se misl-e-naqsh-bar-aab
Jagan Nath Azad
Nazm
gul ba-nok-e-Khaar
mirii baahe.n hai.n misl-e-shaaKH-e-sandal
badan meraa hai laala-zaar dekho
Qaisar Ziya Qaisar
Nazm
ai KHuda
terii rahmat ke saa.e me.n chalte rahe.n
misl-e-sham'-e-farozaa.n pighalte rahe.n
Amanul Haque Balapuri
Nazm
apne yazdan se ek sawal mera
yuu.n mirii KHaak KHaak-e-raah bane
misl-e-maah-e-tamaam tuu mujh ko
Shaista Mufti
Nazm
jaliyan-wala bagh
tere chhalnii dil ke zaKHmo.n kii jalan
misl-e-sham.a-e-hurriyat hai zau-fagan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
qurbani ke bakre
qiimat ne aadmii hii ko bakraa banaa diyaa
bakre ko misl-e-naaqa-e-lailaa banaa diyaa