SEARCH RESULTS
Showing search results for "ponde"
Nazm MATCHES FOR "ponde"
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
hello best friend
mai.n bahut saada thaa har baat ko saada samjhaa
phuul ko phuul kahaa taare ko taaraa samjhaa
Balmohan panday
Nazm
hamara watan dil se pyara watan
vo phal phuul paude vo phul-vaariyaa.n
hamaaraa vatan dil se pyaaraa vatan
Chakbast Braj Narayan
Nazm
raqib
ravish ke saath hii nanhe se ek paude ko
shagufta ho ke sa.nvarte nikharte dekhaa ho
Meeraji
Nazm
jagir
ye lahakte hu.e paude ye damakte hu.e khet
pahle ajdaad kii jaagiir the ab mere hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
miTTi ka diya
ek ne duniyaa ke paude baaG me.n apne lagaa.e
ek ne chho.De dafiine siim-o-zar ke be-shumaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
dard-e-dil
ab to is baaG pe hai sab kii mohabbat kii nigaah
jo ki paude the shajar ho ga.e maashaa-allaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sawan ke mahine
gul-rez the saahil ke lachakte hu.e paude
gul-ra.ng the taalaab ke tarshe hu.e ziine
Josh Malihabadi
Nazm
gulzar-e-watan
phuulo.n kaa kunj-e-dilkash bhaarat me.n ik banaa.e.n
hubb-e-vatan ke paude is me.n na.e lagaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
magar in daraKHto.n ke saa.e me.n ai dil
hazaaro.n baras ke ye ThiThure se paude
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
pak o hind yak-jehti
ka.nvaaraa aadmii ho yaa ko.ii aazaad leader ho
jo be-pe.nde ke loTe hai.n vo saare ek jaise hai.n