SEARCH RESULTS
Showing search results for "qad-e-ilhaam"
Nazm MATCHES FOR "qad-e-ilhaam"
Nazm
shri-kirishna
vo bhajan naGma-e-ilhaam bataane vaalaa
vo ba.De prem se bansii kaa bajaane vaalaa
Bismil Allahabadi
Nazm
fasana-e-ibrat
ta.ajjub me.n huu.n dekh kar ra.ng-e-aalam
ilaahii ye kyaa aa gayaa hai zamaanaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
muhasara
sarisht-e-ishq ne uftaadgii nahii.n paa.ii
tuu qadd-e-sarv na biinii o saaya-paimaa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
rah-guzasht
TuuT ke girte rahe ban ke shahaab-e-saaqib
sher-o-ilhaam ke motii kabhii barsaate rahe
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
shair se KHitab
jab na khele jalvato.n me.n shaahid-e-ilhaam se
jab hariim-e-naaz ke parde uThaa sakte nahii.n
Sareer Kabiri
Nazm
mirza-ghaalib
kaam thaa tujh ko na mutlaq hasti-e-naakaam se
thii navaa vaabasta terii parda-e-ilhaam se
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
nukta-farsai
KHvaaja-e-kaunain kii chashm-e-karam ke faiz se
meraa har har sher 'shorish' paara-e-ilhaam hai
Shorish kashmiri
Nazm
KHwab-e-sahar
ik na ik maz.hab kii sa.ii-e-KHaam bhii hotii rahii
ahl-e-dil par baarish-e-ilhaam bhii hotii rahii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
culture
shahar maile rang me.n guu.ndhaa hu.aa canvas
qadd-e-aamdam paa.nv ke mauzuu.n me.n bastii bastiyaa.n
Abdur Rasheed
Nazm
alamiya-e-naqd
bhalaa kab Gariibo.n ke ye kaam aa.ii
ye ruupya agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Fay Seen Ejaz
Nazm
nae aadam ki tashkil
nasl dekhii jaa.egii rangat nikhaarii jaa.egii
qadd-o-qaamat dekh kar a.azaa taraashe jaa.e.nge
Rizwanullah
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
trahdar kahan se laun
tazkire hai.n qad-o-gesuu ke bahar-taur aziiz
muflisii me.n dil-e-gulbaar kahaa.n se laa.uu.n