SEARCH RESULTS
Showing search results for "sustaate"
Nazm MATCHES FOR "sustaate"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muflisii aur ye mazaahir hai.n nazar ke saamne
saik.Do.n sultaan-e-jaabir hai.n nazar ke saamne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
masjid-e-qurtuba
suurat-e-shamshiir hai dast-e-qazaa me.n vo qaum
kartii hai jo har zamaa.n apne amal kaa hisaab
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
dil ko sambhaaltaa hu.aa aaKHir vo naunihaal
KHaamosh maa.n ke paas gayaa suurat-e-KHayaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
jawahar-lal nehru
saarii qaumo.n ke gunaaho.n kaa ka.Daa bojh liye
umr-bhar suurat-e-iisaa jo sar-e-daar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle