SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaza-ba-taaza"
Nazm MATCHES FOR "taaza-ba-taaza"
Nazm
safar mudam safar
shaam o sahar Dhuu.nDhtaa huu.n
ki ko.ii kiran ko.ii rauzan ko.ii mauj-e-baa-e-taaza
Aziz Tamannai
Nazm
harf-e-aKHir
tumhe.n ye fikr ki hai kaun vo gul-e-taaza
jo merii aaKHirii dha.Dkan kaa harf-e-aaKHir hai
Salahuddin Nayyar
Nazm
yaad
jism ke aashiyaano.n se taa.ir u.De
garm taaza lahuu me.n nahaa kar paro.n ko jhaTakne lage
Qazi Saleem
Nazm
ehsas ki zaban
kuchh is adaa se khule jaise ik ka.nval taaza
tumhaare aariz-o-ruKHsaar the tar-o-taaza
Salahuddin Nayyar
Nazm
phir na aana
ab agar lauT bhii aa.e to ba-sad-‘ijz-o-niyaaz
aur baa.ndhe tar-o-taaza ko.ii paimaan-e-vafaa
Kazim Rizvi
Nazm
mujhe khol taza hawa mein rakh
mire KHaak-o-KHuu.n ko nihaal kar
mujhe khol taaza havaa me.n rakh
Farrukh Yar
Nazm
ye safar KHatm na ho
mere ash.aar me.n Dhal jaa ki KHizaa.n chhuu na sake
taa-abad husn tiraa yuu.nhii tar-o-taaza rahe
Kailash Mahir
Nazm
maine bhi aam rakh diya
mujh ko bulaa ke ghar me.n ek shaa.er-e-baa-kamaal ne
taaza ta.aam kii jagah taaza kalaam rakh diyaa
Khalid Irfan
Nazm
idrak
mai.n ne tere rang KHushbuu KHvaab se
apne andar ik jahaan-e-taaza kii taa'miir kii
Abdullah Kamal
Nazm
ahmad-faraaz marhum ki nazr
azal se taa-ba-abad silsila yahii hogaa
gulaab KHaak se ug kar milegaa miTTii me.n