SEARCH RESULTS
Showing search results for "tule"
Nazm MATCHES FOR "tule"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tum apne husn kii ra.anaa.iyo.n pe rahm karo
vafaa fareb hai tuul-e-havas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tasawwuf
ham tasavvuf ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alam-naak ke parvaarda hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
reg-e-diroz
ham mohabbat ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alamnaak ke parvarda hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
ek hii chiiKH hai furqat ke bayaabaano.n me.n
ek hii tuul-e-alam-naakii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
shararat nagar
ki shaitaan ban.ne pe ham hai.n tule
ko.ii aisaa school bhii to khule
Iqbal Hasan Azad
Nazm
musafir-e-shab
KHabar hii kuchh nahii.n hadd-e-safar kii
na kuchh parvaah tuul-e-rah-guzar kii
Raabia Pinhan
Nazm
ek titli uDi
buuTe buuTo.n tule aa ga.e
aur phir gulsitaa.n chhaavnii ban gayaa
Imran Shamshad Narmi
Nazm
chaT wala
yuu.n surKH se tule hai.n ye pap.Diyaa.n samose
jo ik nazar bhii dekhe khaane kii baat soche
Abdul Mateen Niyaz
Nazm
insan ki fariyaad
hotii nahii.n rasaa.ii ummiid ke ufuq tak
tuul-e-amal ne is ko ik jaal me.n pha.nsaayaa
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
jazbaat
haath se apne miTaane pe tule ho lekin
kaun bhugtegaa mohabbat kii sazaa mere ba.ad
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
hashiye par likhi gai nazm
mujhe musavvir banaane par tule hu.e the
ha.nste hu.e ruKHsaaro.n me.n bante hu.e Dimple