ab itnaa naaz samundar-mizaajiyo.n pe na kar
ki apne aap me.n ik jazr-o-mad to ham bhii hai.n
Ghazal qaafiyaas
ishq likkhegaa na.e eraab ab
mere dil ko shadd-o-mad kartaa hu.aa
Ghazal qaafiyaas
ik panaah kyaa malii ki husn-o-ishq ke
sab gunaah nekiyo.n kii mad me.n aa ga.e
Ghazal qaafiyaas
saaGar uThaa ke zohd ko rad ham ne kar diyaa
phir zindagii ke jazr ko mad ham ne kar diyaa
Ghazal qaafiyaas
badan ko vajd tire be-hisaab-o-had aa.e
mirii rasaa.ii me.n gar teraa jazr-o-mad aa.e
Ghazal qaafiyaas
be-suud ho gayaa huu.n to haasil kahaa.n gayaa
ai asal zar mai.n kaun sii mad me.n pa.Daa rahuu.n
Ghazal qaafiyaas