aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
means
is tarah ḳhush huuñ kisī ke vāda-e-fardā pe maiñ
dar-haqīqat jaise mujh ko e'tibār aa hī gayā
is tarah KHush hun kisi ke wada-e-farda pe main
dar-haqiqat jaise mujh ko e'tibar aa hi gaya
from the Ghazal "kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyar aa hi gaya" by Jigar Moradabadi