aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
means
aadam se bāġh-e-ḳhuld chhuTā ham se kū-e-yār
vo ibtidā-e-rañj hai ye intihā-e-rañj
aadam se bagh-e-KHuld chhuTa hum se ku-e-yar
wo ibtida-e-ranj hai ye intiha-e-ranj
from the Ghazal "dil hai ghiza-e-ranj jigar hai ghiza-e-ranj" by Wazir Ali Saba Lakhnavi