Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Prem Bhandari's Photo'

Prem Bhandari

1949

Prem Bhandari

Ghazal 18

Sher-o-Shayari 19

bhiik de kar na jaane kyā leñge

ik bhikāran Darī Darī soche

bhik de kar na jaane kya lenge

ek bhikaran Dari Dari soche

khel-kūd kar shaam Dhale kyuuñ

apne ghar ko jaatī dhuup

khel-kud kar sham Dhale kyun

apne ghar ko jati dhup

kuchh rishte haiñ jin ḳhātir

jiite marnā hotā hai

kuchh rishte hain jin ki KHatir

jite ji marna hota hai

  • Share this

merī shohrat ke pīchhe hai

haath bahut rusvā.ī

meri shohrat ke pichhe hai

hath bahut ruswai ka

  • Share this

terī chāhat hai itnī shiddat

liyā tujh ko to mar jā.ūñgā

teri chahat ki hai itni shiddat

pa liya tujh ko to mar jaunga

  • Share this

BOOKS 2

 

Image Shayari 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now