Sher of Sanjay Bhat
dil na samjhe dimāġh kī bāteñ
is pe parda paḌā hai ḳhvāhish kā
dil na samjhe dimagh ki baaten
is pe parda paDa hai KHwahish ka
ye kis tarah kī mai-kashī hai kaun sā 'ilāj hai
tumheñ davā bhī chāhiye to zahr ke libās meñ
ye kis tarah ki mai-kashi hai kaun sa 'ilaj hai
tumhein dawa bhi chahiye to zahr ke libas mein