Sher of Rana Akbarabadi
sunte haiñ ki mil jaatī hai har chiiz duā se
ik roz tumheñ maañg ke dekheñge ḳhudā se
sunte hain ki mil jati hai har chiz dua se
ek roz tumhein mang ke dekhenge KHuda se
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere