Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dekhna jin suraton ka shakl thi aaram ki

Mirza Ali Lutf

dekhna jin suraton ka shakl thi aaram ki

Mirza Ali Lutf

MORE BYMirza Ali Lutf

    dekhnā jin sūratoñ shakl thī ārām

    un se haiñ masdūd rāheñ nāma-o-paiġhām

    ruḳhsat ai ahl-e-vatan ab ham haiñ aur āvārgī

    haq rakhe buniyād qaa.em gardish-e-ayyām

    yaad ne un tang kūchoñ fazā sahrā dekh

    har qadam par jaan maarī hai dil-e-nākām

    gardish-e-chashm-e-butāñ ki bas-ki sāġhar-nosh hai

    gardish-e-gardūñ ko ham kahte the gardish jaam

    jab se khīñchā 'lutf' ranj-e-furqat-e-yār-o-dayār

    ab huī mā'lūm mehnat gardish-e-ayyām

    dekhna jin suraton ka shakl thi aaram ki

    un se hain masdud rahen nama-o-paigham ki

    ruKHsat ai ahl-e-watan ab hum hain aur aawargi

    haq rakhe buniyaad qaem gardish-e-ayyam ki

    yaad ne un tang kuchon ki faza sahra ki dekh

    har qadam par jaan mari hai dil-e-nakaam ki

    gardish-e-chashm-e-butan ki bas-ki saghar-nosh hai

    gardish-e-gardun ko hum kahte the gardish jam ki

    jab se khincha 'lutf' ranj-e-furqat-e-yar-o-dayar

    ab hui ma'lum mehnat gardish-e-ayyam ki

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now