Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

guftam ki mukh tera kya gufta suraj sun behtar

Faez Dehlvi

guftam ki mukh tera kya gufta suraj sun behtar

Faez Dehlvi

MORE BYFaez Dehlvi

    guftam ki mukh tirā kyā gufta suraj suuñ behtar

    guftam ki kaan dar gufta ki bah z aḳhtar

    guftam dahān-o-rūyat gufta ki ġhuncha-o-gul

    guftam kapol ḳhaal gufta ki qurs-e-ambar

    guftam ki chashm-e-jādū gufta ki donoñ ḳhanjar

    guftam dhaḌī labāñ guft az aqiiq behtar

    guftam kapol tere gufta ki barg-e-lāla

    guftam ki bosa tujh lab gufta ki bah z shakkar

    guftam ki bhauñha terī gufta hilāl donoñ

    guftam ki zulf terī gufta ki sumbul-e-tar

    guftam gadā huuñ terā gufta sahī munāsib

    guftam asiir tujh kuuñ gufta tamām kishvar

    guftam ki qad tumhārā gufta ki sarv-e-tannāz

    guftam ki dil tirā kyā gufta ki saḳht patthar

    guftam adā-o-ġhamza gufta balā-e-jāñhā

    guftam itāb-o-qahrat gufta ki haul-e-mahshar

    guftam ki 'fā.ez' aayā gufta ki ḳhair-maqdam

    guftam kujāst jā-ash gufta ki bar-sar-e-dar

    guftam ki mukh tera kya gufta suraj sun behtar

    guftam ki kan ka dar gufta ki bah z aKHtar

    guftam dahan-o-ruyat gufta ki ghuncha-o-gul

    guftam kapol ka KHal gufta ki qurs-e-ambar

    guftam ki chashm-e-jadu gufta ki donon KHanjar

    guftam dhaDi laban ki guft az aqiq behtar

    guftam kapol tere gufta ki barg-e-lala

    guftam ki bosa tujh lab gufta ki bah z shakkar

    guftam ki bhaunha teri gufta hilal donon

    guftam ki zulf teri gufta ki sumbul-e-tar

    guftam gada hun tera gufta sahi munasib

    guftam asir tujh kun gufta tamam kishwar

    guftam ki qad tumhaara gufta ki sarw-e-tannaz

    guftam ki dil tera kya gufta ki saKHt patthar

    guftam ada-o-ghamza gufta bala-e-jaanha

    guftam itab-o-qahrat gufta ki haul-e-mahshar

    guftam ki 'faez' aaya gufta ki KHair-maqdam

    guftam kujast ja-ash gufta ki bar-sar-e-dar

    Source:

    Intekhab Kalam (Pg. 48)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now