aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

halqa-e-be-talaban ranj-e-giran-bari kya

Irfan Siddiqi

halqa-e-be-talaban ranj-e-giran-bari kya

Irfan Siddiqi

MORE BYIrfan Siddiqi

    halqa-e-be-talabāñ rañj-e-girāñ-bārī kyā

    uTh ke chalnā to hai, kuuch tayyārī kyā

    ek koshish ki ta.alluq koī baaqī rah jaa.e

    so tirī chāragarī kyā mirī bīmārī kyā

    tujh se kam par kisī sūrat nahīñ raazī hotā

    dil-e-nādāñ ne dikhā rakkhī hai hushyārī kyā

    qaid-ḳhāne se nikal aa.e to sahrā hisār

    ham se TūTegī ye zanjīr-e-giraftārī kyā

    vo bhī turfa suḳhan-ārā haiñ, chalo yuuñ sahī

    itnī baat pe yāroñ dil-āzārī kyā

    halqa-e-be-talaban ranj-e-giran-bari kya

    uTh ke chalna hi to hai, kuch ki tayyari kya

    ek koshish ki talluq koi baqi rah jae

    so teri chaaragari kya meri bimari kya

    tujh se kam par kisi surat nahin raazi hota

    dil-e-nadan ne dikha rakkhi hai hushyari kya

    qaid-KHane se nikal aae to sahra ka hisar

    hum se TuTegi ye zanjir-e-giraftari kya

    wo bhi turfa suKHan-ara hain, chalo yun hi sahi

    itni si baat pe yaron ki dil-azari kya

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Irfan Siddiqi

    Irfan Siddiqi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now