Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamari qismat mein kya likha hai pata nahin hai

Nivesh Sahu

hamari qismat mein kya likha hai pata nahin hai

Nivesh Sahu

MORE BYNivesh Sahu

    hamārī qismat meñ kyā likhā hai pata nahīñ hai

    sunā hai mehnat falsafa hai pata nahīñ hai

    apnī duniyā se merī duniyā bisār baiThā

    ab bhī mujh meñ mubtalā hai pata nahīñ hai

    batā ki aurat ke sab masā.il hal hai aañsū

    us aañsū mas.ala hai pata nahīñ hai

    pata nahīñ hai ki ham ko dar-asl kyā pata hai

    ki ham ko dar-asl jo pata hai pata nahīñ hai

    hamāre aage hazār manzar badal rahe haiñ

    ye kin manāzir pe man rukā hai pata nahīñ haiñ

    har ik zamān-o-makāñ meñ sach badalnā tai hai

    so ham ko fil-vaqt jo pata hai pata nahīñ haiñ

    hamari qismat mein kya likha hai pata nahin hai

    suna hai mehnat ka falsafa hai pata nahin hai

    tu apni duniya se meri duniya bisar baiTha

    ya ab bhi mujh mein hi mubtala hai pata nahin hai

    bata ki aurat ke sab masail ka hal hai aansu

    ya us ka aansu hi masala hai pata nahin hai

    pata nahin hai ki hum ko dar-asl kya pata hai

    ki hum ko dar-asl jo pata hai pata nahin hai

    hamare aage hazar manzar badal rahe hain

    ye kin manazir pe man ruka hai pata nahin hain

    har ek zaman-o-makan mein sach ka badalna tai hai

    so hum ko fil-waqt jo pata hai pata nahin hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now