Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main aur bazm-e-mai se yun tishna-kaam aaun

Mirza Ghalib

main aur bazm-e-mai se yun tishna-kaam aaun

Mirza Ghalib

MORE BYMirza Ghalib

    maiñ aur bazm-e-mai se yuuñ tishna-kām aa.uuñ

    gar maiñ ne thī tauba saaqī ko kyā huā thā

    thirsty from gathering of wine would I leave this way

    if I had vowed to abstain where was the saaqii pray?

    hai ek tiir jis meñ donoñ chhide paḌe haiñ

    vo din ga.e ki apnā dil se jigar judā thā

    both of these lie pierced now, with merely one dart

    those days are past when my heart and liver were apart

    darmāñdagī meñ 'ġhālib' kuchh ban paḌe to jānūñ

    jab rishta be-girah thā nāḳhun girah-kushā thā

    achievement would be if in sorrow's desperation be

    when threads possessed no knots, my nails, possessed facility

    main aur bazm-e-mai se yun tishna-kaam aaun

    gar main ne ki thi tauba saqi ko kya hua tha

    thirsty from gathering of wine would I leave this way

    if I had vowed to abstain where was the saaqii pray?

    hai ek tir jis mein donon chhide paDe hain

    wo din gae ki apna dil se jigar juda tha

    both of these lie pierced now, with merely one dart

    those days are past when my heart and liver were apart

    darmandagi mein 'ghaalib' kuchh ban paDe to jaanun

    jab rishta be-girah tha naKHun girah-kusha tha

    achievement would be if in sorrow's desperation be

    when threads possessed no knots, my nails, possessed facility

    Source:

    Deewan-e-Ghalib Jadeed (Pg. 192)

    • Author: Mirza Ghalib
      • Publisher: Madhya Pradesh Urdu Academy, Bhopal
      • Year of Publication: 1982

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now