mere dil mein gardish-e-waqt ke kai daur aise guzar gae

mere dil mein gardish-e-waqt ke kai daur aise guzar gae
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
MORE BYJaiKrishn Chaudhry Habeeb
mire dil meñ gardish-e-vaqt ke ka.ī daur aise guzar ga.e
ki jo ubhre naqsh the miT ga.e jo miTe nishÄñ the ubhar ga.e
zarÄ ahd-e-mÄzÄ« ko jhÄñk luuñ zarÄ moáž ke pÄ«chhe bhÄ« dekh luuñ
mirÄ kÄrvÄñ thÄ vo kyÄ huÄ mire ham-safar vo kidhar ga.e
vahīñ yaad aatī haiñ sƫrateñ vahī dhundlī sī mƫrateñ
vahÄ« DhƫñDtÄ huuñ maiñ naqsh-e-pÄ ki jo rahguzar meñ bikhar ga.e
hai vahÄ« to hÄsil-e-zindagÄ« mujhe ab bhÄ« un pe hÄ« naaz hai
mirī zindagī ke vo raat din tirī yaad meñ jo guzar ga.e
na rahÄ vo pahlÄ sÄ rÄbta nahīñ dil se dil ko vo vÄsta
liyÄ naam terÄ kisÄ« ne jab ka.Ä« daaÄĄh dil ke ubhar ga.e
mire jaam qalb-o-jigar ke the kisÄ« lahza ážłhÄlÄ« na rah sake
liyÄ naam terÄ kisÄ« ne jab ka.Ä« daaÄĄh dil ke ubhar ga.e
mire sÄz-e-dil zarÄ jaag ab mujhe so.e ho ga.iiñ muddateñ
ye kinÄra dil kÄ ážłhamosh hai yahÄñ kab ke tĆ«fÄñ utar ga.e
inhīñ jÄñ-fazÄ mire naÄĄhmoñ kÄ ai 'habÄ«b' hashr ye kyÄ huÄ
kabhī ghuT ke dil meñ hī rah ga.e kabhī lab pe aa ke bikhar ga.e
mere dil mein gardish-e-waqt ke kai daur aise guzar gae
ki jo ubhre naqsh the miT gae jo miTe nishan the ubhar gae
zara ahd-e-mazi ko jhank lun zara moD ke pichhe bhi dekh lun
mera karwan tha wo kya hua mere ham-safar wo kidhar gae
wahin yaad aati hain suraten wahi dhundli si muraten
wahi DhunDta hun main naqsh-e-pa ki jo rahguzar mein bikhar gae
hai wahi to hasil-e-zindagi mujhe ab bhi un pe hi naz hai
meri zindagi ke wo raat din teri yaad mein jo guzar gae
na raha wo pahla sa rabta nahin dil se dil ko wo wasta
liya nam tera kisi ne jab kai dagh dil ke ubhar gae
mere jam qalb-o-jigar ke the kisi lahza KHali na rah sake
liya nam tera kisi ne jab kai dagh dil ke ubhar gae
mere saz-e-dil zara jag ab mujhe soe ho gain muddaten
ye kinara dil ka KHamosh hai yahan kab ke tufan utar gae
inhin jaan-faza mere naghmon ka ai 'habib' hashr ye kya hua
kabhi ghuT ke dil mein hi rah gae kabhi lab pe aa ke bikhar gae
- Book : ÙŰșÙ ÛÙ ŰČÙŰŻÚŻÛ (Pg. 18)
- Author : ŰŹÛ Ú©Ű±ŰŽÙ ÚÙŰŻÚŸŰ±Û ŰŰšÛŰš
- Publication : ŰŹÛ Ú©Ű±ŰŽÙ ÚÙŰŻÚŸŰ±Û ŰŰšÛŰš
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.