Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aai bahaar nikle chaman mein hazar gul

Meer Taqi Meer

aai bahaar nikle chaman mein hazar gul

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    aa.ī bahār nikle chaman meñ hazār gul

    dil jo khilā fasurda to juuñ be-bahār gul

    bistar se us ke phuul tar-o-tāza rakh ke duur

    sūkhe hai der rah ke to hotā hai ḳhaar gul

    dekhā kabhū na ham ne sunā hai figanda 'mīr'

    dāġh-e-junūñ hai sar pe hamesha bahār gul

    aai bahaar nikle chaman mein hazar gul

    dil jo khila fasurda to jun be-bahaar gul

    bistar se us ke phul tar-o-taza rakh ke dur

    sukhe hai der rah ke to hota hai KHar gul

    dekha kabhu na hum ne suna hai figanda 'mir'

    dagh-e-junun hai sar pe hamesha bahaar gul

    Source:

    MIRIYAAT - Diwan No- 5, Ghazal No- 1670

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now