aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohni billi

Meer Taqi Meer

mohni billi

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    Interesting Fact

    Khuda-e-Sukhan, Mir Taqi Mir was a revered poet and a poet of those who were revered themselves, but, the charm of his poetry was such that children too liked it. This Nazm was composed by Mir for children.

    ek billī mohnī thā us naam

    us ne mere ghar kiyā aa kar qayām

    ek se do ho ga.ī ulfat-guzīñ

    kam bahut jaane lagī uTh kar kahīñ

    boriye par mere us ḳhvāb-gāh

    dil se mere ḳhaas us ko ek raah

    maiñ na huuñ to raah dekhe kuchh na khaa.e

    jaan paave sun mirī āvāz paa.e

    billiyāñ hotī haiñ achchhī har kahīñ

    ye tamāshā hai billī to nahīñ

    ek billi mohni tha us ka nam

    us ne mere ghar kiya aa kar qayam

    ek se do ho gai ulfat-guzin

    kam bahut jaane lagi uTh kar kahin

    boriye par mere us ki KHwab-gah

    dil se mere KHas us ko ek rah

    main na hun to rah dekhe kuchh na khae

    jaan pawe sun meri aawaz pae

    billiyan hoti hain achchhi har kahin

    ye tamasha sa hai billi to nahin

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now