Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shikast

Allama Iqbal

shikast

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    written in Bhopal (Islam aur Musalman) (Zarb-e-Kalim)

    mujāhidāna harārat rahī na suufī meñ

    bahāna be-amalī banī sharāb-e-alast

    faqīh-e-shahr bhī rahbāniyat pe hai majbūr

    ki mā'rke haiñ sharī'at ke jang dast-ba-dast

    gurez kashmakash-e-zindagī se mardoñ

    agar shikast nahīñ hai to aur kyā hai shikast

    mujahidana hararat rahi na sufi mein

    bahana be-amali ka bani sharab-e-alast

    faqih-e-shahr bhi rahbaniyat pe hai majbur

    ki ma'rke hain shari'at ke jang dast-ba-dast

    gurez kashmakash-e-zindagi se mardon ki

    agar shikast nahin hai to aur kya hai shikast

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now