Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nafsiyat-e-hakimi

Allama Iqbal

nafsiyat-e-hakimi

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Reforms) (Siyasat-e-Mashriq-o-Maghrib) (Zarb-e-Kalim)

    ye mahr hai be-mehrī-e-sayyād parda

    aa.ī na mire kaam mirī tāza-safīrī

    rakhne lagā murjhā.e hue phuul qafas meñ

    shāyad ki asīroñ ko gavārā ho asīrī

    ye mahr hai be-mehri-e-sayyaad ka parda

    aai na mere kaam meri taza-safiri

    rakhne laga murjhae hue phul qafas mein

    shayad ki asiron ko gawara ho asiri

    Source:

    کلیات اقبال (Pg. 623)

    • Author: علامہ اقبال
      • Publisher: ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی
      • Year of Publication: 2014
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now