Famous Quotes about Ghazal Poetry
The fame of Urdu poetry
rests largely on the genre of Ghazal. Apart from both writing the Ghazal itself, many have also written extensively about it. Here is a collection of select quotes about Ghazal which show how widely discussed this genre is and help us understand what makes this it so special!
Ghazal wo baansuri hai jise zindagi ki halchal mein humne kaheen kho diya tha aur jise ghazal ka shaa'ir kaheen se phir se dhoondh laata hai aur jiski lay sun kar Bhagwaan ki aankhon mein bhi insaan ke liye muhabbat ke aansoo aa jaate hain.

Ghazal apne mizaaj ke aitbaar se oonche aur muhazzab tabaqe ki cheez hai. Ismein aam insaan nahi aate.

ग़ज़ल की ज़बान सिर्फ़ महबूब से बातें करने की ज़बान नहीं, अपनी बात और अपने कारोबार-ए-शौक़ की बात की ज़बान है और यह कारोबार-ए-शौक़ बड़ी वुसअत रखता है।
Na'ee ghazal waza' karne ka totka ye hai ki na'ee ashyaa ke naam she'r mein istemaal kijiye. Jaise kursi, cycle, telephone, rail-gaadi, signal.

hamaare ijtimaa'i alaamati nizaam ki badi ameen ghazal chali aati hai.