ALL
Profile
Ghazal94
Nazm48
Sher84
E-book31
TOP 20 SHAYARI 20
Image Shayari25
Audio35
Video35
Doha12
Other
Filmi Geet18
Nida Fazli
Ghazal 94
Nazm 48
Sher-o-Shayari 84
hosh vāloñ ko ḳhabar kyā be-ḳhudī kyā chiiz hai
ishq kiije phir samajhiye zindagī kyā chiiz hai
hosh walon ko KHabar kya be-KHudi kya chiz hai
ishq kije phir samajhiye zindagi kya chiz hai
-
Share this
- See Ghazal
har aadmī meñ hote haiñ das biis aadmī
jis ko bhī dekhnā ho ka.ī baar dekhnā
har aadmi mein hote hain das bis aadmi
jis ko bhi dekhna ho kai bar dekhna
-
Share this
- See Ghazal
koshish bhī kar umiid bhī rakh rāsta bhī chun
phir is ke ba.ad thoḌā muqaddar talāsh kar
koshish bhi kar umid bhi rakh rasta bhi chun
phir is ke baad thoDa muqaddar talash kar
-
Share this
- See Ghazal
kabhī kisī ko mukammal jahāñ nahīñ miltā
kahīñ zamīn kahīñ āsmāñ nahīñ miltā
kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta
kahin zamin kahin aasman nahin milta
-
Share this
- See Ghazal
bachchoñ ke chhoTe hāthoñ ko chāñd sitāre chhūne do
chaar kitābeñ paḌh kar ye bhī ham jaise ho jā.eñge
let the hands of innocents reach out for stars and moon
with education they'd become like us so very soon
bachchon ke chhoTe hathon ko chand sitare chhune do
chaar kitaben paDh kar ye bhi hum jaise ho jaenge
let the hands of innocents reach out for stars and moon
with education they'd become like us so very soon
-
Share this
- Translation
- See Ghazal
Doha 12
Filmi Geet 18
BOOKS 31
Image Shayari 25
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo kisii ke vaaste raahe.n kahaa.n badaltii hai.n tum apne aap ko KHud hii badal sako to chalo yahaa.n kisii ko ko.ii raasta nahii.n detaa mujhe giraa ke agar tum sambhal sako to chalo kahii.n nahii.n ko.ii suuraj dhu.aa.n dhu.aa.n hai fazaa KHud apne aap se baahar nikal sako to chalo yahii hai zindagii kuchh KHvaab chand ummiide.n inhii.n khilauno.n se tum bhii bahal sako to chalo
Videos 35
Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Nida fazli was born in Delhi. Nida Fazli is a poet lyricist. He moved to Mumbai in a search for job in the early days of his career.His poetic style attracted the notice of filmmakers and writer of Hindi and Urdu literature. He recited his poetry for Rekhta.org Nida Fazli
