aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "راجدھانی"
laakh ho shahr KHushbu.o.n vaaleraajdhaanii hai us kii aa.nkho.n me.n
vahii kartaa hai saare faisle abjo dil kii raajdhaanii ho gayaa hai
ye meraa dil kahaa.n hai ab tumhaarii raajdhaanii haimire dil par tumhaare dard-o-Gam kii hukmraanii hai
hamaarii aa.nkh kaa ye ek aa.nsuutumhaarii raajdhaanii se ba.Daa hai
yahaa.n qabza na karnaa bhuul kar bhiiyahaa.n bas raajdhaanii hai usii kii
ek chhoTaa saa ghar nahii.n thaa voshaah-zaadii kii raajdhaanii thii
qarya-e-momin pe hamla kar to pahle soch leye ilaaqa muKHtalif ye raajdhaanii aur hai
'josh' mere kha.nDar ko az-sar-e-nauraajdhaanii banaa rahaa hai ye kaun
sar jhukaa.e adab se aatii haimaut mausam kii raajdhaanii hai
ye kyaa ki raa.ii kaa parbat banaa diyaa tum nehamaaraa dil to havaadis kii raajdhaanii hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books