aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".ilm"
falsafe 'ilm hii me.n hote hai.ntajrabe zindagii me.n hote hai.n
aaj bhii puure taqaddus se munavvar hai samaa.nilm kii pahlii tilaavat hai vahii Gaar miyaa.n
aavaaz kaa kyaa hogaa ye 'ilm thaa pahle sebas zid me.n KHamoshii kii ham un ko pukaar aa.e
'shamshaad' ko haqiiqat-e-kirdaar kaa hai 'ilmhaajat use kahaa.n hai kisii bhii nisaab kii
kisii ko aazmaanaa chho.D denaaabhii ye 'ilm bhii siikhaa nahii.n hai
aql kii manzilat ke saath aql kii manzile.n bhii hai.nilm kii ismate.n bachaa jahl kii abtarii na dekh
tumhe.n ye 'ilm nahii.n ahl-e-dil ko hai maa'luumviraasat-e-Gam-e-jaanaa.n hamaaraa hissa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books