aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".soz"
nahii.n ye abr-o-baaraa.n 'soz' ke ahvaal ko sun karfalak kii bhii mohabbat se ye ab chhaatii bhar aa.ii hai
na sunoge 'soz' kii guftuguu jo phiroge Dhuu.nDne kuu-ba-kuuye nasha hai us ke bayaan me.n ki nahii.n nasha hai sharaab me.n
tujh pe qurbaa.n ai jamaal-e-ahd-e-sozjis ke biyaahe bhii ku.nvaare ho ga.e
kyaa faqat daad hai shaa.ir kii riyaazat kaa sila'soz' kyaa mashq-e-suKHan kaavish-e-bekaar nahii.n
sad shukr 'soz' mere KHayaalaat ke liyemeraa qalam vasiila-e-tarsiil ho gayaa
is taraf 'soz' hai miraa sab kuchhus taraf dil miraa lagegaa kyaa
'soz' kaa rutba kahaa.n pahu.nchaa hai jo terii razaalog ye kahte hai.n ab tuu saahib-e-diivaan hai
'soz' ham naa-sipaas logo.n parraaz-e-hastii khulaa nahii.n karte
'soz' kise pahchaane.n aaKHirjis ko dekho vo be-chehra
Dubo do 'soz' tum dil kaa safiinamuqaddar me.n agar saahil nahii.n hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books