aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".win"
tum apnii sharto.n pe khel khelo mai.n jaise chaahe lagaa.uu.n baaziiagar mai.n jiitaa to tum ho mere agar mai.n haaraa to mai.n tumhaaraa
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekinmai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
mai.n dushmano.n se agar ja.ng jiit bhii jaa.uu.nto un kii aurte.n qaidii nahii.n banaa.uu.ngaa
gar baazii ishq kii baazii hai jo chaaho lagaa do Dar kaisaagar jiit ga.e to kyaa kahnaa haare bhii to baazii maat nahii.n
baabaa duniyaa jiit ke mai.n dikhlaa duu.ngaaapnii nazar se duur to mujh ko jaane de
la.Dnaa vahii.n dushman se jahaa.n gher sako tumjiitoge tabhii hogii jo paspaa.ii zaraa aur
ham na jiite hai.n aur na marte hai.ndard bhejo na tum davaa bhejo
merii ik chhoTii sii koshish tujh ko paane ke liyeban ga.ii hai mas.ala saare zamaane ke liye
kaise jiite hai.n ye kis tarah jiye jaate hai.nahl-e-dil kii basar-auqaat pe ronaa aayaa
ik khilaunaa TuuT jaa.egaa nayaa mil jaa.egaamai.n nahii.n to ko.ii tujh ko duusraa mil jaa.egaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books