aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "Dear"
zuleKHaa-e-aziizaa.n baat ye haibhalaa ghaaTe kaa saudaa kyo.n kare.n ham
aaj mushkil thaa sambhalnaa ai dosttuu musiibat me.n ajab yaad aayaa
dil mudda.ii ke harf-e-malaamat se shaad haiai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
kis tarah chho.D duu.n tumhe.n jaanaa.ntum mirii zindagii kii aadat ho
haa.n vo nahii.n KHudaa-parast jaa.o vo bevafaa sahiijis ko ho diin o dil aziiz us kii galii me.n jaa.e kyuu.n
avval avval kii mohabbat ke nashe yaad to karbe-piye bhii tiraa chehra thaa gulistaa.n jaanaa.n
ab ke tajdiid-e-vafaa kaa nahii.n imkaa.n jaanaa.nyaad kyaa tujh ko dilaa.e.n tiraa paimaa.n jaanaa.n
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza rezajaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
ab ke kuchh aisii sajii mahfil-e-yaaraa.n jaanaa.nsar-ba-zaanuu hai ko.ii sar-ba-garebaa.n jaanaa.n
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa haishahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books