aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "Gul"
gul-shab-taab kii KHushbuu le karablaq-e-sub.h ravaana hogaa
gul-kado.n ke tilism bhuul ga.evo tamaashaa naqaab me.n dekhaa
pa.e gul-gasht vo gul-posh jo aa.e 'gulzaar'zindagii sabze ke maanind bichhaa dete hai.n
haath me.n us ke 'azal' ne de diyaa gulfaisla kariye kise ab phuul kahiye
Galat nii.n hai ki bulbul haafiz-e-siipaara-e-gul haisanad rakhtaa huu.n mai.n gul-barg ke ra.ngii.n sahiifo.n sii.n
'iqbaal' jab se phuul hai.n gul-daan ke asiirKHushbuu u.Dii u.Dii sii hai aur rang zard hai.n
shab-e-visaal mayassar hai kyuu.n na ai 'shaadaa.n'ayaaG baada-e-gul-ra.ng gul-izaar se luu.n
aapas me.n saarii tarhe.n milaa dii hai.n ‘gul-faraaz'aur is tarah banaa.ii hai aur hii ko.ii tarah
gul-e-nasrii.n ko nahii.n josh chaman me.n bulbulhai nazaakat ke sabab chehra-e-gulzaar safed
laala-o-gul hai.n chaman me.n ki khile jaate hai.nGuncha-e-dil hai miraa ek ki murjhaataa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books