aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "adaa"
ajnabii shahr kii galiyo.n me.n 'adaa'dil kahaa.n log hii milte ho.nge
Gayuur dil se na maa.ngii ga.ii muraad 'adaa'barasne aap hii kaalii ghaTaa nahii.n aa.ii
kidhar se sang chalaa thaa 'adaa' kahaa.n pahu.nchaajo ek Thes se TuuTe.n unhe.n bahaa na mile
ik raah ruk ga.ii to ThiThuk kyuu.n ga.ii.n 'adaa'aabaad bastiyaa.n hai.n pahaa.Do.n ke paar bhii
bataa zain chaaragarii ke sivaaadaa kyaa karegaa qayaamat ke baad
nazr karne ko kuchh nahii.n hai 'adaa'aa.nsu.o.n kii la.Dii pirote hai.n
kar rahaa huu.n mai.n adaa kirdaar jis me.n KHud bhii ekvo to afsaana hai merii daastaa.n kuchh aur hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books