aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "anxiety"
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaahar fikr ko dhu.e.n me.n u.Daataa chalaa gayaa
na fikr ko.ii na justujuu hai na KHvaab ko.ii na aarzuu haiye shaKHs to kab kaa mar chukaa hai to be-kafan phir ye laash kyuu.n hai
kuchh dekh rahe hai.n dil-e-bismil kaa ta.Dapnaakuchh Gaur se qaatil kaa hunar dekh rahe hai.n
kyaa zamaane me.n yuu.n hii kaTtii hai raatkarvaTe.n betaabiyaa.n a.ng.Daa.iyaa.n
ehsaas ke mai-KHaane me.n kahaa.n ab fikr-o-nazar kii qindiile.naalaam kii shiddat kyaa kahiye kuchh yaad rahii kuchh bhuul ga.e
zamiir-e-paak o nigaah-e-buland o masti-e-shauqna maal-o-daulat-e-qaaruu.n na fikr-e-aflaatuu.n
ye tuu ne kahaa kyaa ai naadaa.n fayyaazii-e-qudrat aam nahii.ntuu fikr o nazar to paidaa kar kyaa chiiz hai jo in.aam nahii.n
ab nazar me.n nahii.n hai ek hii phuulfikr ham ko kalii kalii kii hai
jaam-o-sahbaa kii mujhe fikr nahii.n ai Gam-e-dilmeraa paimaana to ashko.n hii se bhar jaataa hai
mast-e-jaam-e-sharaab honaa thaabe-KHud-e-iztiraab honaa thaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books