aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "aristocracy"
is KHataa ne mujh ko bhii sharmsaar kar Daalaashahr ke ra.iiso.n se dostii na thii apnii
ba.De ba.De mahlo.n me.n rahne vaale logapne ghar me.n KHud mehmaano.n jaise the
bahut se log to rahte hai.n ab bhii mahlo.n me.nkisii ke sar pe faqat aasmaan hotaa hai
jin ke aa.ngan me.n amiirii kaa shajar lagtaa haiun kaa har aib zamaane ko hunar lagtaa hai
gadaa.o.n ko taraste hai.n sabhii jaah-o-hasham vaaleamiirii kii 'ataa me.n lutf-e-naadaarii bhii shaamil hai
raazdaarii hii me.n hotaa hai shariifo.n kaa hisaabtujh ko manzuur hai gar bar-sar-e-baazaar to ho
ko.ii taqriib ho laachaariyaa.n hai.nba.De logo.n se rishte-daariyaa.n hai.n
ishq me.n sarfaraaz hai.n ham logsaahib-e-imtiyaaz hai.n ham log
ziist aur jism kaa ye rishta haiek raaja hai ek pyaada hai
saaya-e-atifat ab sar pe nahii.nsaaya-e-abr-e-gurezaa.n kii tarah
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books