aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "art"
jii jalaataa huu.n aur sochtaa huu.nraa.egaa.n ye hunar na jaa.e kahii.n
ham bhii dariyaa hai.n hame.n apnaa hunar maaluum haijis taraf bhii chal pa.De.nge raasta ho jaa.egaa
mai.n bhii use khone kaa hunar siikh na paayaaus ko bhii mujhe chho.D ke jaanaa nahii.n aataa
ishq kii haalat kuchh bhii nahii.n thii baat ba.Dhaane kaa fan thaalamhe laa-faanii Thahre the qatro.n kii tuGyaanii thii
zindagii ek fan hai lamho.n koapne andaaz se ga.nvaane kaa
mire fikr-o-fan tirii anjuman na uruuj thaa na zavaal haimire lab pe teraa hii naam thaa mire lab pe teraa hii naam hai
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafiihunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degiibaGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
man kii duniyaa man kii duniyaa soz o mastii jazb o shauqtan kii duniyaa tan kii duniyaa suud o saudaa makr o fan
Gazlo.n kaa hunar apnii aa.nkho.n ko sikhaa.e.ngero.e.nge bahut lekin aa.nsuu nahii.n aa.e.nge
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books