aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "bahaar"
ham ne har ek mas.ala hal kar liyaa magarbaaqii 'bahaar' zulf ke bas pech-o-KHam rahe
raaz-e-fitrat jo kholte hai.n 'bahaar'haa.n vo hikmat-ma.aab hai.n ham log
ho na ho ye 'bahaar' saazish haizer-e-lab un ke muskuraane me.n
ye kaun saa maqaam-e-mohabbat hai ai 'bahaar'hone lagaa hai KHud pe bhii un kaa gumaa.n mujhe
'bahaar' roz ye kam-baKHt mu.nh ko aataa haikidhar chalaa hai miraa dil zaraa KHabar lenaa
darmiyaa.n sab ke jo phailii hai vo duurii huu.n 'bahaar'sab kii duurii ko gale apne lagaanaa chaahuu.n
baaG-o-bahaar-o-josh gul-o-KHanda-e-subuuhsaut-e-hazaar-o-girya-e-shabnam ye sab nahii.n
shauq-e-manzil thaa ai 'bahaar' magarmanzil aa.ii to aur ghabraayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books