aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "balance"
baada phir baada hai mai.n zahr bhii pii jaa.uu.n 'qatiil'shart ye hai ko.ii baa.nho.n me.n sambhaale mujh ko
aa.nkho.n se ba.Dii ko.ii taraazuu nahii.n hotiitultaa hai bashar jis me.n vo miizaan hai.n aa.nkhe.n
shaam-e-firaaq ab na puuchh aa.ii aur aa ke Tal ga.iidil thaa ki phir bahal gayaa jaa.n thii ki phir sambhal ga.ii
milaa hai husn to is husn kii hifaazat karsambhal ke chal tujhe saaraa jahaan dekhtaa hai
rahnumaa.o.n kii adaa.o.n pe fidaa hai duniyaais bahaktii hu.ii duniyaa ko sa.nbhaalo yaaro
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n detesach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
tirii guftuguu ko naaseh dil-e-Gam-zadaa se jal karabhii tak to sun rahaa thaa magar ab sambhal sambhal kar
ab tire raaz sambhaale nahii.n jaate mujh semai.n kisii roz amaanat me.n KHayaanat karuu.ngaa
shaaKH-e-ummiid jal ga.ii hogiidil kii haalat sambhal ga.ii hogii
mai-kade ke sabhii piine vaale la.Dkha.Daa kar sa.nbhalte hai.n lekinterii nazro.n kaa jo jaam pii le umr-bhar vo sa.nbhaltaa nahii.n hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books