aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "bangle"
phuul ke haar phuul ke gajreshaam phuulo.n kii raat phuulo.n kii
yahaa.n pe 'meraaj' tere lafzo.n kii aabruu kyaaye log baa.ng-e-daraa kii qiimat lagaa rahe hai.n
merii ik shirt me.n kal us ne baTan Taa.nkaa thaashahr ke shor me.n chuu.Dii kii khanak aaj bhii hai
o.Dhniyo.n ke u.Dte baadal ra.ngo.n ke baazaaro.n me.nchuu.Dii kii duukaano.n se vo hame.n bulaatii do-pahre.n
kaa.nch kii chuu.Dii le kar mai.n jab tak lauTaaus ke haatho.n me.n sone kaa ka.ngan thaa
tumhaare haath kii chuu.Dii bhii bain kartii haihamaare ho.nT ke taale bhii sog karte hai.n
teraa tohfa samajh ke pahnuu.ngiisurKH chuu.Dii KHariid laa.ii huu.n
saKHtiyaa.n boltii rahtii thii.n tire lahje me.naur miraa dil ye kisii kaa.nch kii chuu.Dii jaisaa
TuuTii chuu.Dii ThanDii la.Dkii baaGii umrsabz badan pathraa.ii aa.nkhe.n niile ho.nT
jin se sa.nbhal na paataa hai chuu.Dii kaa bojh takvo phir rahe hai shahar me.n hunter liye hu.e
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books