aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "barish"
baarish us ne bhejii thiishahar hamaaraa Duub gayaa
badan me.n chubh rahii hai tez baarishnadii kaa zaKHm gahraa ho rahaa hai
baarish vo barastii hai ki bhar jaate hai.n jal-thaldekho to kahii.n abr kaa Tuk.Daa nahii.n hotaa
baarisho.n kii raato.n kedin ajiib hote hai.n
barastii hai jo be-mausam hii aksarusii baarish me.n jal thal ho ga.ii huu.n
baarish me.n phiraa huu.n shab hu.ii haizulfo.n kii ghaTaa.o baa.ndh lenaa
jab bhii barsii azaab kii baarishraas aa.ii sharaab kii baarish
bahaar aa.ii hai aaraa.ish-e-chaman ke liyemirii bhii tab.a ko tahriik hai suKHan ke liye
badan par is-qadar baarish mire hotii hai boso.n kiiki jab baa.nhe.n tirii mujh par khulii ho.n Daaliyaa.n ban kar
sahraa to pyaase kaa pyaasaaaur bhare dariyaa par baarish
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books